सर झुकाया तो पत्थर सनम बन गए। लिरिक्स इन हिंदी
सर झुकाया तो पत्थर सनम बन गए। लिरिक्स इन इंग्लिश
Maine Usi Diyar Ko Kaaba Bana Diya
Sar Jhukaya To Patthar Sanam Ban Gaye
Ishq bhatka tu haq aashna ho gya
Rashk Karta Hai Kaaba Mere Kufar Per
Maine Jis Bout Ko Pooja Khuda Ho Gaya
Gum Rahi Hai Kay Miraj He Ishq Ki
Hai Janoon Bol Manzil Hai Ye Kon Si
Uske Ghar Ka Pta Poochte-Poochte
Poochne Wala Khud Laapta Ho Gaya
Main Mohabbat Se Muh Mod Leta Agar
Toot Padhti Yeh Bijli Kisi Aur Par
Mere Dil Ki Tabahi Se Yeh Toh Hua
Kam Se Kam Doosron Ka Bhala Ho Gaya
Waqt-E-Ehbaab Parchchayi Sooraj Kiran
Log Duniya Khushi Chaandni Zindagi
Mere Mehboob Ik Tere Gham Ke Siwa
Jo Mila Raaste Mein Juda Ho Gaya
Kaarobaar-E-Tamanna Mein Yeh To Hua
Unke Qadmon Pe Marne Ka Mauka Mila
Zindagi Bhar Toh Ghaata Uthaate Rahe
Aaj Pehli Dfa Faayda Ho Gaya
Aisa Bhatka Kay Lota Nahi Aaj Tak
Aisa Bichda Kay Aaya Nahi Aaj Tak
Dil Bhi Kambakht He Is Qadar Bawla
Aap Kay Ghar Gaya Aap Ka Ho Gaya
0 Comments