Sun Mere Hamsafar lyrics in hindi, Akhil sachdeva,

Hamsafar lyrics in english

Badrinath ki dulhania

Akhil sachdeva


Sun zaalima mere
Saanu koi dar na..
Ki samjhega zamaana
Tu vi si kamli
Main vi sa kamla..
Ishq da rog sayana
Ishq da rog sayana.

Sun mere humsafar...
Kya tujhe itni si bhi khabar...

Sun mere humsafar...
Kya tujhe itni si bhi khabar..


Ki teri saanse chalti jidhar..
Rahunga bas wahin umrr bhar..


Rahunga bas wahin umr bhar..

 haaye.....

Jitni haseen ye mulaqatein hain
Unse bhi pyari teri baatein hain..


Baaton mein teri jo kho jaate hain
Aaun na hosh mein , mein kabhi..


Baahon mein hai teri zindagi..

 haaye..

Sun mere humsafar..
Kya tujhe itni si bhi khabar..

Zaalima tere ishq ‘ch mein
Ho gayi aa kamli… 

haaye..

Mein toh yun khada
Kis soch mein pada tha
Kaise jee raha tha mein deewana..

Chhup ke se aake tune
Dil mein samaa ke tune
Chhed diya kaisa ye fasaana..

O… muskurana bhi tujhi se seekha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein , mein kabhi

Baahon mein hai teri zindagi..
haaye...

Hai nahi tha pata
Ke tujhe maan lunga Khuda
Ki teri galiyon mein iss qadar
Aaunga ab har pehar…

Sun mere humsafar..

Kya tujhe itni si bhi khabar..
Ki teri saansein chalti jidhar..
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar...
haaye..

Post a Comment

Previous Post Next Post